[Hindi] What is SAR Value? Explained in Detail | Can Mobiles Cause Cancer? [Urdu]

2017-04-04 1

Namaskaar dosto, is video mein maine aapko SAR Value ke baare mein bataya hai, aap sabhi mobile users ne SAR Value ke baare mein jarur suna hoga, aap sunte honge ki mobile phone se radiation nikalti hai, aur us se tumor aur cancer ho sakta hai, maine aapko is video mein SAR Value ke baare mein detail mein bataya hai, aaoko batane ki koshish ki hai ki SAR Value kya hoti hai, aapka SAR Value ke baare mein kya kya jaan na jaruri hai, SAR Value kitni important hai, aur agar aapke phone ki SAR Value kam ya jyada ho toh is se kya fayda ya nuksaan ho sakta hai, dosto waise toh SAR Value ka matlab hai Specific Absorption Rate, SAR Value ki limits hai jo government specify karti hai, aur aapko us se jyada SAR Value waale phones kisi bhi region mein dekhne ko nahi milenge. Mujhe umeed hai ki SAR Value ke baare mein yeh video pasand aayegi.

Share, Support, Subscribe!!!
Subscribe: http://bit.ly/1Wfsvt4
Youtube: http://www.youtube.com/c/TechnicalGuruji
Twitter: http://www.twitter.com/technicalguruji
Facebook: http://www.facebook.com/technicalguruji
Instagram: http://instagram.com/technicalguruji
Google Plus: https://plus.google.com/+TechnicalGuruji

About : Technical Guruji is a YouTube Channel, where you will find technological videos in Hindi, New Video is Posted Everyday :)